...

104 views

Ek bachpan ka jamana tha
Ek bachpan ka jamana tha
Jaha khushiyo ka khazana tha
Chahat chand toh ko pane ki thi
Pr dil titali ka deewana tha....
🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋🦋
Na kaam ki chinta, Na kissi ka daar
Bss homework nipatana hota tha
Tabh ka muskaran bhi sacha tha
Voh bachpan bhi bhut acha tha
😊😊😊😊😊😊😊😊
Dost bhi tabh ke sache tha
Ek dusre ke liya jaan bhi hajiir rakhte tha....
Voh bhai bhen ka bicch ki ladai
Or phir ek dusre ki madat krna
❤❤❤❤❤❤❤❤
Bss khelne kisi chinta rahti thi
Voh bachpan ka jamana tha
Jaha sachi muchi khusiyo ka khazana tha
.
.
Zindgi ka sabse majdar hissa hai bachpan jisski dil meh apni alag hi jagah hai .. . .. .
💞💞💞💞💞💞💞💞