...

6 views

KHUD SE JUNG
Raat ko karvat badal liya karta tha

Subha hone ka intezar kiya karta tha

Dil bechan ho raha tha mera

Aur aakhen nam huwa karta tha

Koi sath nahi tha mera uss waqt

Aur jo sath hai unhe yeh ehsaas bhi na tha

Ki kis halat se guzar raha ho main

Mujhe khud hi biswas bhi na tha

Bahut yaad aaya reha tha maa baba

Bas unke tasveer dekh liya karta tha

Nind toh nahi thi meri aankhon mein

Toh yaado main hi kho jaya karta tha

Bas yehi meri kal raat ki kahani hai

Kaisa main khud se hi jung lada karta tha

_ Ashutosh panda