...

11 views

suno.....
suno...
me tumse keh rhi hu dhadkano
ko sunne ka illm
aata h kya tumhe??

or unhein sunker dil ki baat samajhna
ya muskurate hothon me
ikraar ka taraana
ye aata nhin h kya tumhein.???