...

3 views

Tumhare Jane ke baad
Tumhare jane ke baad .......
haan tumhare jane ke baad sab kuch badal gaya, akhon mai meri sirf nigahain hi rah gaya ,
swarg ka arth samjha kar yahan tum toh chale gaye , par mano tum Jane ke baad meri swarg hi chhin gaya,
Han manti hnu galti nhi hai tumhara par jindgi toh meri hi bigad gayi,
dost bhi bewafaa ho gaye mujhse, manno inshaniyat hi bhul gaye ,
abhi toh samjh mai nahi aaraha ke kaise sambhalun khudko, par tum aane se toh zameen aashman mil jata ,
tumhare jane ke baad roti hnu bikhar ti par kher abhi sambhalti bhi hnu , par mai aab toh mai hni nahi hnu,
tumhare jane ke baad baas tumhare jane ke baad .....
© sona