...

5 views

tera sath.
hath tera jo tham liya hai
mtlb tujhko apna maan liya hai
saas meri choot jayegi besak
pr pyr ko apne naam diya hai
tu dil me thi ab jivn m
na adhura koi kam kiya hai
jo kare madhos bs chu jane se
aisa tune jaam diya hai
mai bna hu tera saya
aur tu meri jivn sathi h
ladte h hm ji bhrke
pr khusiyan bhi tujhse hi ati h
hm baithe the drshan ko tere
intjar tera phir maine
subh se leker shyam kiyaa
hath tera jo tham liya h