...

5 views

Bus khayal hai na karar hai
Bus khayal hai na karar hai
tera ishq mujh par sawar hai
hai bekarar hai, bus intezar hai
mera wakt tujhpe nisaar hai
Na khabar hai ke tu ayega
Na tujh pe koi ikhtiyar hai
bus khayal hai naa karar hai
tera ishq mujhpe sawaar hai
hai kuda kahin, to muraad sun
mere chaand kaa didar de,
meri aarzoo ka ahtaraam kar
mera ishq uspe waar de,
meri ibataon ka khuda hai wo,
teri rehmaton se, mujhe ata hai wo
Bekhabar hai wo, bekadar nahin
hai duaon main par mila nahi
is baat ka na malaal hai
Bus khayal hai na karar hai
tera ishq mujh par sawar hai





© summerof2000

Related Stories