dil ki baat
Aa Bewafa
Main tera paas vapis aana chahta hoon,
Par woh piyala zahar ka ab pee nahi sakta
Maan karta hai phir se tujhko gale laga loon,
Tere dhadkano ko fir ek baar mehsoos karu
Par kya karoon, dil ke armaan dabane pade hain,
Mitti ke woh khwab, ab hawaon mein udaane pade hain.
Aa bewafa, tu...