...

7 views

Mera Ishq
Tumhare bagair hi,
jyada achha h mera ishq.
kyonki....
yahan dar nahi kisi baat ka...
tumhare ruthne ka ya chutne ka.
yahan to main aur h mera hi risk
tumhare bagair hi,
jyada accha h mera ishq.

jaise chahu aitbaar karu,
tumhe datu ya pyar karu,
yahan to meri ,
har baat tumhe kubul hogi.
ishse acchi pyar ki ,
aur kya paribhasa hogi.
isiliye...
tumhare bagair hi,
jyada accha h mera ishq.