...

22 views

curse of animals
#WritcoPoemChallange
#CoronaVirus
na kaho Hamen Insan. Na kaho Hamen Bhagwan Ham to hai danav ki pahchan jo Prakriti ka Ban Gaya Hai Bhagwan ab bhugat Saza iski Jab Tak Na Rahegi Jaan ab Tut Gaya Hai Manav ka Swabhiman Abhi bhi Manav ke raha hai Ham Hey Bhagwan Ham Hain Bhagwan. Prakriti ki Le Li Hai Jaan Sansar ko nasht karke ban raha hai bhagwan kab sokar uth ga insan. Insan nay kho diya hai apni hi pahchan. Prakriti boli to Kyon so raha hai Insan Mein To banae Tujhe Srishti Ki Jaan .lega Tut Gaya Hai Mera Hi Swabhiman jo maine Banaya Tujhe Insan .ab tu ban gaya hai mera he Bhagwan .Kyon le raha hai tu meri jaan til til Mujhe Kat kat kar tu ban raha hai Mahan.