...

9 views

purani baat
Wo kehte h ki maine unka dil dukhaya tha, Magar har waqt maine unka sath nibhaya h, Uski har galti par maine khudko nicha dikhaya h,

Roo kar apne dard chupati thi mai Magar usne mujhe hi gunehgaar thehraya h,

Wo kehte the kabhi kisi or ki na hona Magar dekho na aaj wo hi kisi or k sath h, Koi na koi puch hi leta Kya mohabbat tujhe utni hi aaj h?

Kisi bahane ab ham sath nahi magar uski galtiyaan aaj v raaz h, Koi sune to mai v batau kya lagti hai wo Jiske sath wo aaj h,

Raat raat bhar mai rooti akele hu magar wo Hasta kisi or ke sath h, Meri beizzati karna to uski adat Khaas h,

Mujhe chor kar matt jana kehne wala Hamesha karta barbaad h, Tum jaan ho meri, are rehne do na ye to Purani baat h...

© wri_ch@rl!e✍️