...

15 views

kesy samay
yah Kaisa Samay a Raha Hai Ab To Insan Insan se ghabra raha hai. Dar ke Sayai Many der der ker samay ka Chakkar chalta Chala Ja Raha Hai. Ab To Saath Rahe kar bhi Hath milane se ghabra Raha Hai .Ab To Khuli Hawa Mein jaane se bhi karta raha hai. ab to ghar rahaker bhi Dam ghutta Chala Ja Raha Hai .Na Kabhi Aisa Samay Dekha Tha Jo Samay Aaj a raha hay .kya Srishti ka ant nikat a Raha Hai Kyon Roj Is Kadar Manav Gabbar aa raha hai .Kyon ummid ka ujala Chipta Chala Ja Raha Hai.yah Kaisa Samay a raha hai.