...

38 views

Kaash....
Kaash woh din zindagi mein aaya na hota...
Jis din khuda ne humein milaya na hota...
Maine tumse dil lagaya na hota....
Kaash woh din zindagi mein aaya na hota...
Tumne jhootha khwab dikhaya na hota...
Jhootha khwab dikha kar mere dil ko thukraya na hota....
Kaash woh din zindagi mein aaya na hota....
Mere armano ko tumne dafnaya na hota....
Is nadaan dil ko tumne aajmaya na hota...
Aur maine is dil ko mohabbat ke chirag mein jalaya na hota....
Kaash woh din zindagi mein aaya na hota....
© The Dreamer