Kehna Chahta Hun
Main aaj kuch likhna chahta hun, dard-e-dil se kuch gham nikalna chahta hun
Apne qalam mai inn ashqon ki sihayi ka zakheera karna chahta hun
Ek ek lafz mai puri kahani bayaan karna chahta hun
Chahta toh bahut kuch hun magar afsoos...