...

5 views

ye baarish
Inn baarish ki bundo ne aaj jb tann ko chhuwa..
kisi ki yaadon ne Mann ko chhuwa,
upr jab dekha badalon ki aur..
badalon ne kha humne to dharti k kan kan ko chhuwa,
ye hwa ye ghata fir jor se barsane lge..
wo baarish ki chamm chamm ko hm fir tarasne lge,
jab baarish thami to bahar nami thi..
mausam suhavana tha pr kisi ki kami thi.