...

8 views

Mera bharat mahan
Mera bharat mahan
yha dange pe chuppi hoti
yha victim ko chupaya jata
yha deshdrohi k liya lda jata
yha ind -kalam zindabad ko deshbhkt kha jata...
wah mera bharat mahan

banglore m hui hinsa p
liberals n hinsa krne walo k khilaf ek tweet nhi kiya
congress MLA k ghar aag lga diya gya
MLA ko maar diya gya
congressiyo ko apna privar khne wale gandhiyo n
ek tweet bhi usk vedna m nhi kiya
wah mera bharat mahan

banglore riot k debate m
achanak Rajiv Tyagi ka
heart attack se maut ho jana
kafi dukhit h
lekin
is p bhi siyasat
sambit aur Sardana ko jail bhejne
aur inquiry ki maang ki ja rhi..
wah mera bharat mahan ,
wah mera bharat mahan ,
mera bharat mahan...