...

9 views

satya
masya ka visvas hu kurm virah vatah ka abhiman hu narsing ka krodh vaman ka dan hu parsuram ka astra Ram ki maryada krushna ka prem buddh ke vichar kalki ki talvar har yug me thi na muzame sugand he nahi akar susm se susm kan se choti hava se tej hu jal bhi saral agni se javalnsil me bhitar ki aatma hu jab jab panch boot keid hui paya naya syrup he nav drar is sharir ke he usme choti si budhi jab aatma prarmatama me milin ho use kehte he moksh do din ka mela aaya akela jaye ga akela kyu khud pe man dara ka dhara abhiman sabse pahle sath sath chodega yah sarir he fir chodege tere apne fir dhan mitti ka pootala he mitti me mil jayega dhekh bande ek bin tera samay aayega jane man nahi fir bhi jaana he aaj se suru kar kurshna se prem karna yahi jivan ka satya jagat mithya krushna satya he
© krushnapriya