...

45 views

Bachppan ke woh din
haa , bachpan ke woh din
bade hi sunhare aur rangin
chahe cricket ho ya carrom
saath saath khelte ,saath saath ladte.
saath saath girte ,saath saath uthte.
haa, bachpan ke woh din
bade hi sunhare aur rangin.
is kathin aur jatil zindagi se
kusu dur hme to kilne ke
pura aasman mila .
hme koi fikr nhi koi shikayat nhi
iss zindagi se.
hum to bas udane ke liye
bane hai maano.
haa , bachpan ke woh din ,
bade hi sunhare aur rangin.
lakho dukh ho ya dard hume
maa ek zapki se woh sara kast
khatm ho jaata .
haa, bachpan ke woh din
bade hi sunhare aur rangin.


amit kr.
© suryansh