...

5 views

#kismat ki lakeere...
sabdo ko lakiro me peroya tha humne
lekin jo chaha wahi khoya bhi humne....

chahat bhi humari koi gunahgar na thi
lekin naa chah kr bhi hum gunahgar ho gye..

gunah bhi humara koi bda naa tha
lekin jisse dil lagaya wahi chote dil wala nikla.

kismat ne bhi kya bura asar jindagi per choda pahle kudh Rog lagaye phir kudh hi akela roye....

roya to bechara woh bhi tadap kr lekin kandha na mil sir rakhne ko usne chah kr kuch na kiya hasil lekin kudh hi bikhara jaye.

chahat to Krishna ki bhi her kisi ne ki lekin Paya to sirf rukmani ne jb bhgwan ki chhat na kabool hui to phir tu kyo tadapa jaye..

kismat ka likha bhi ab to kya rung dikhaye ye to naa jane kb kisko apna jogi bna le or kudh kisi ka jogi bn jaye ..

yeh to ab her raat sitaro ko gin gin raat bitaye naa jane kb iski bhi kismat ki lakeere ise iske humarahi se milaye ...

pyar to anmol hai yeh to sacchi ashiqui bataye ashiqui to her koi kare per dil se koun nibaye to bs ek pagal deewana bataye ...