...

4 views

Dear Zindagi
Har sach ko aasmaaya meine
Yeh dil ko samjhaaya meine

" Tu bas chup betna
Kuch math bolna
Shikkayathein apne paas rekhna
Har gham ko bas sehlena
Bas jeeena apni dimag ki sharton se
Bas waqt kaatna man ki har baath se
Bas samajh lena woh kadwe sachaayon se
Tujhe tootthe hue nahi dekh saktha mein
Tujhe doodthe hue nahi nikal saktha mein
Mein khud ghum gaya hoon
Mein har gham seh raha hoon
Gham toh hai makar phir bhi
Bas yahi sach hai
Aur usse maan lena shaayad
humara karam hai
Ae mera dil bas ithna hi tha jo tha
Lekin woh yaadein tum paas rekhna
Woh yaadon mein tum khushiya dhoodna
Bas yahi hai zindagi shaayad
Har sach ko apnana
Jab koi baram toote
Tere kwayishein maang na
Agar woh na mil jaaye toh
Tum zindagi se naaraz na hona "

Samay  nikal gaye
Kayi din kayi rath guzar gaye
Inke beech ki gehraayian mein
Hum dhoob gaye
Mil jaana mushkil hai humein
Khoya gaya hoon inn rahomeib
Agar mil bhi gaye toh humein
Woh shayad hum hai hi nahi
Bas ithi si guzaarish hai zindagi
Toot chuka hoon
Abh joodne mein lagi hoon
Phir se math thod dena humein
Kyun ki Ab toh
himmath bhi kho chuki hoon
Bus apne aapkko jodna
mushkil hone lagi hoon


© Laya