...

7 views

Mohammad
Aapne humein Gali diya
Hum ne sabar kiya

Aapne humari maa-behno ko gali diya
Hum ne kuch na bola

Aapne humein Jaan se maara
Hum fir bhi khamosh rahe

Par Nabi ki shaan mein Gustakhi
Yeh Ummat - e - Mohammadiya ko
Kabhi bardaasht nhi
Kabhi bardasht nhi

© conf_using_quotes