...

2 views

ek chehra
Kyu hota hai aisa

na jane kue hota hai aisa

sadak pe girne se lekar

uthne Tak ke Safar me
ik zindagi
pairo ke nishan
me dafan ho jati hai

sanso ki hasi me
palke band kar
ek chehra
us mod par
apni
shikayat
dafan kar
aata hai

Thaka hara woh Chand
halka sa dag
hatheli par
sie kar
apni rag
chhor aata hai

Sawalo ki in haqiqat me
mai na kamiyab hissa
is aayin ka
tarif kare ja Raha hu
tasveere- mohbbat ka