...

4 views

Nazar nahi aya!
Koshish to maine bahot ki
Par sayad unhe nazar nahi aya
Ya phir...
Nazar ake bhi nazarandaz kiya gya!
Samjhane ke liye
kya kuch nahi kiya
Chahne ka izhaar kiya
Jatane ka koshish bhi
Batane ka hasrat bhi kiya
Aur pane ka umeed bhi,
Par sayad sare chize
Unhe nazar nahi aya
Ya phir...
Nazar ake bhi nazarandaz kiya gya!
Saal to gujar jayegi
Par riste-nate,woh sare yaadein,
Zamaane ki bhagdod,
Logon ki umeed jo humpe hain
Ye toh reh..hi jayegi
Naya saal ayegi,
Sayad waqt phirse khudko dohrahe
Aur phirse mera koshish kisiki
Nazar main na aye
Ya phir...
Nazar main ake bhi
Nazarandaz Kiya jaye.
© SDC