...

6 views

nari...
nari ki shakti ko tum jan na sake ho
hoti puri jis se shristi ki rachna
use pehchan na sake ho..
kahte ho jise maa karte ho jinki puja
usi ki izatt ko aj tar tar kie ho
kabhi bani wo tumhari maa kabhi bani wo bahan kabhi bani sukh dukh ki saathi kabhi bani tera ansh
uske rupo se tum itne anjan anbhigya kyu ho
nari ki shakti ko tum jan na sake ho
has has ke sah leti wo sare gam
kabhi na karti aham
us nari ko kamjor samajh kar palo na tum vaham
wo maa bhi hai chandi bhi hai
maa ki mamta dkhi ab tk chandi ka roop dekh k jaenge sab saham..

© anjan paheli