...

2 views

khawab 🌸
khawab🌸
ek bahut hi bholi si ladki thi aniya. wo bahut hi mazloom thi apne rab ki bahut ibaadat karti per use apni zindagi se pyar na tha kyunki bebasi ki zindagi ji ji kar wo thak gayi thi ek baar wo so Rahi thi use ek bahut haseen khwaab Aya mano wo nind mein ho kar bhi mushkurane lagi uske zindagi mein ek aysa saksh Aya jisne aniya ko duniya ki khoobsurati dikhayi Jahan wo har chuki thi wahan ek nayi darwaze ko khola usne ek naye nazriye se rubaru karwa jis aniya ne apne khwaab khawahish ko band kar chuki thi wo ab unhein kholna chahti thi per darti thi ke kahin uska khwaab Tut na jaye koi chhin na le wo khwaab mein bhi rab se baatein kar ne lagi rone lagi achanak use kisi ne kaha sabkuch bhul jao ye sab tumhara kabhi nahi ho sakta aniya ki fauran ankhen khul gayi wo bahut rone lagi wo itna Jayda rone lagi mano ankhon se anshon nahi shamandar uske ankhon mein sama gaya ho.......end!

kabhi kabhi insan ke pass sirf ek umeed hoti hai ke Haan shyad us beech shumnder mein use koi madad hogi insan ki na tho rab ki Maher tho jarur hogi aur ek umeed ke sahare zindagi guzarta hai .per agar wo bhi dabi huyi palkon ke niche se chura Li jaye tho insan kya kare......!