...

2 views

TRUTH OF LIFE INSPIRATION
#MandeepSinghArora
Jo rakhte hai apni mehnat par yakeen wo kamyabi k liye sahara nahi dhunda karte, behte pani jaise banate hai raste apne aage badne ko ishara nahi dhunda karte.
Aadi hote hai jo samundar mein tairne ko wo baar baar thak kar kinara nahi dhunda karte, apne RABB par jo rakhte hai yakeen wo dua k liye toota taara nahi dhunda karte. Mandeep
© TRUTH OF LIFE INSPIRATION