18 views
KHUDSE AAGE USE SOCHA..
kudse age use socha ,
nafrat na kar shaki main ,
mohobbat toh kab margaya,
sayed khudse use begana na karpayi main,
rishte tor ayi thi main
phir bhi woh pal ko khudse juda na kar payi main,
akh mai jo ashun ayen
woh bhi kisiko dikha na payi mai
sab soche mai khush hoon, koi na dil ka hall poochne aya yahan,
saw mout mari thi main,
jab tujhko chorke ayi main,
koi nahi tha pass mere ,
kisi ko na bata payi main,
khudse aage usko socha tha,
khudse abhi bhi begana na kar payi main..

Related Stories
16 Likes
0
Comments
16 Likes
0
Comments