bare hote hote
Jo darte the kabhi andheron se
Aaj unhi mein simat kar behte hain
Jinhein mehfilon ki adat thi
Wo ab akaile hi rehte hain
shor sharaba jinka shauq tha
mehfilon se ab unhein parhaiz hai
logon ki parwah jinhein khoob thi
ab unke jaane par bhi khamosh hain
Jo thore zakhm par cheekh uthte the
aaj toote dil se bhi muskurate hain
Jo simat jaate the sakht lehjon par
aaj tohmaton ko bhi seh jaate hain
waqt ki tez raftaari se
aur logon ke badalte rawaiyon se
yuh baatein karne wale aaj
khamosh ho kar reh gayee
© Sakina
Aaj unhi mein simat kar behte hain
Jinhein mehfilon ki adat thi
Wo ab akaile hi rehte hain
shor sharaba jinka shauq tha
mehfilon se ab unhein parhaiz hai
logon ki parwah jinhein khoob thi
ab unke jaane par bhi khamosh hain
Jo thore zakhm par cheekh uthte the
aaj toote dil se bhi muskurate hain
Jo simat jaate the sakht lehjon par
aaj tohmaton ko bhi seh jaate hain
waqt ki tez raftaari se
aur logon ke badalte rawaiyon se
yuh baatein karne wale aaj
khamosh ho kar reh gayee
© Sakina