Akshar tanhaiyan
Aksar tanhaiyon se ghiri rehti hun.
Ya shayad tanhaiyon me hi khud se mil pati hun.
tanhaiyan kahan pasand thi mujhko ?
par ab woh waqt hai ki tanhaiyon me hi chain pati hun.
ek woh waqt bhi tha jab ham bhi kilkariyan mara karte the,
apni khil khilahat se ouro ko bhi hansi dilaya karte the.
ab toh Aksar tanhaiyon me socha kartey hain.