...

26 views

Baat hai.
Wqut wqut ki baat hai...
aaj iske hath main hai kal uske hath main hai..
aji haan ...
apka dil aaj iske hath main hai kal uske hath main hai..

wqut wqut ki baat hai..
aaj ki mulakat kal ki dukhad ehesas hai..
aji haan
apka milna aaj khusi hai kal wahi.. bekhudi hai...

wqut wqut ki baat hai..
Aaj ankho main apke hone ki chamak hai..
kal wahi apke na hone ka gum hai...

ki wqut wqut ki baat hai..
sab aaj sath hai phir bhi apkee na hone ka ehesas hai...

The end
© shuruti