...

2 views

Joote Rishte
Duniya har tarafse he bari sirf joote rishthonse
Joote rishthedaaro aur joote unke vaadose
Saccha dosth doonda phir bhi mil na paaya
Insaan ne dandaulat ke peeche saccha rishtha he gawaya
Ithna Barosa kyu karthe ho manuj
Inn joote rishthe aur dostho par
Yek din jab thum mushkil me hoge
Choddke sab thumka baage honge

Koyi nahi apna is jahaan me
Kudka haath he sirf kudke sar pe
Ma bhaap daada daadi aur behen baai
Sirf ye he sacche rishthe
Agar honge thum naseebwale tho yek pakka dosth mil paayega
Warna kismath he footi tho
Haath me na koyi dosth aur na koyi rishthe

Dekke sacchai logo ki
Man ye mera yu soche
Kyu logo par karu me Barosa
Jab mushkil me mere koyi na aane wala

Mushkilo me saath paraayone apno se jyaada nibhaya
Saath denewaale bhi yek palka saath deke kaha nikal gaye
Lagtha he we bhagwaan ke bheje dooth the
Jo sirf mushkilo me prakat hothe he

Runi hu me un logo ka
Jinhone Mera saath na choda
Ab is bemathlab duniya me he kaun Mera
Saare apno ko koke
Kya maine paaya

Na rone ke liye yek bhi Kanda
Aur na hasi baatne ke liye yek bhi chehara
Dosth he zindagi me
Par samajke saath nibhane wale nahi

Ab kyu me karu is bemathlab ki duniya se baath
Jise Mera hona ya na hona he yek hi baath
Aap hi batayiye na janaab