...

9 views

Tera milnA
afsos hota hai aajkal mujhe
main kyon tujhse mila?
Tu nahi milta tò bhii kuch kami tò na thee
meri zindagii mein..
par mein jitna bachaa thaa
usmein se bhii na jaane kitna mar gayaa..

© any_kalam