...

3 views

ye hwaye🖤
Ye thandi hwaye aati hai,
teri yaad dila jati hai,
usme ki kiss vo ki hui sari bate ,
ek pal me sta jati hai,
ye thandi hwaye aati hai ,
teri yaad dila jati hai...
mila tha tujhse jab pahli bar,
ho gya tha vahi pyaar,
kahna tujhe bahut chaha,
par karta rha intzar...
vo din yaad hai jab Maine tujhe btaya tha,
tune na khake mujhe khub staya tha,
par teri na me bhi ha ka ahsaas hua,
uss pal se hi tu mere liye sabse khash hua..
dur rah ke bhi ham bahut sari bate kiye ,
hamesha sath rahege ek dusre ko promise diye..
par n Jane abb tujhe kya ho sa gya hai,
milta nahi tu kahi kho sa gya hai..
kash bta pata in hwao ko,
ye kitna stati hai,
jab bhi aati hai teri yaad dila jati hai,
jab bhi aati hai teri yaad dila jati hai....🖤



@ iam_ shivm