...

35 views

Aisa kya Kar dun k Tum Mere ho jao..
Aisa kya Kar dun ?
K Tum Mere ho Jao,

Ishq Beshumaar kar dun Ya
Ijhaar Sare Aam kar dun? Ya
Saari Umr Tamaam kar dun?

Aisa kya Kar dun?
K Tum Mere ho Jao,


Ye Shama Pattjhad k Aam kar dun? Ya
Naam Tumhare ye Haseen Sham kar dun..

Aisa Kya kar dun?
K Tum Mere ho jao,

Jo Tum Tak Aaye vo Raah kar dun Ya
Ya Bin Baadal Barsaat kar dun,

Bolo na...

Aisa Kya kar dun?
K Tum Mere ho jao,

Naam Tumhare Ye Bahaar kar dun Ya
Tumhe Paane ki Chahat Har Baar Kar dun,

Bolo na ..

Aisa Kya Kar dun?
K Tum Mere ho jao.


© Zaid.s