...

8 views

Atmanirbhar bharat!!!
nav yuvko ki nayi hai bharat
kuch kar dikhane ka shaukin hai bharat
atmanirbharta ka junoon hai bharat,
nayi soch ka ,naye uday ka ,arambh hai bharat!!
Bharat ki iss maati mei jo takat hai,
pehchana jan -jan ne jise ussi samay jab swami ke vanni ne hunkaar bhari thi chicago ki uss sabha mei!!

Nav yuvko ki nayi soch ki
arambh tabhi hogayi thi,
abb toh sirf naye manzilo ko jeet te jana hai!!!
Naye bharat ko atmanirbhar banana hai!!!!!