...

1 views

teri shaamen
Kitne bhi gazale sunn ke baad bhi ye vakt jaane kyu nahi guzar rahi , mausam toh bahut badal rahe magar ye shaam na jane kyu ni thehar rahin , gazale bhi khub badali likha bhi kuch khaas nahin , naa jane kyu ye din bhi aaj bahut lambi si lag rahi , yaadon ki toh kuch khaas khabar nahin magar tanhai apne aalam me hi bheeg rahi , thehar- thehar ye barsat bhi baras rahi toh kahin dur se ine dhup bhi jhaank rahi ki teri bauchaar se rahat mile toh zara sa main bhi jhaank lu , bagal se shaame bhi apne vakt ka intezaar kar rahi , ki teri gazale bhi kahin thehri si ruki hui magar ye shaam na jane kyu ni ruk rahi , ab ye dhup bhi na Jaane kyu khil rahi , na jane kon ab tujhe batayega ki baarishon ke bagair bheegi aakhe teri shaamon ka intezaar kar rahi...❣️❣️
© #onlymuskan