...

3 views

🥀✨When You Don't Want Her.
Cha Ke Bhi Dubara Unko Paa Nahi Sakta, Yeh Baat Kisi Ko Apne Alawa Samjha Nahi Sakta
Ab Kya Karu, kha Jau, kya karaun Kuch Aasan Nahi
Iss Kadar Mohabbat kii, Koi Pass Nahi,!
Askar Har Aansuon ke Dariye Main Apne liye Kinara Dhoondta hu
Main Jaldi Aag Main Baate Karte Karte, Dhekte Dhekte Apne Aap Ko Fukta hun
Ab Vo Aa Bhi Gayi, Toh Fyda Kya Itne Dino Akela Intezaar Karne Ka Afsos Main Jaanta hun..!!