...

9 views

JINDAGI KII KAHANI COVID 19 KII JUBANI
jindagi bohaot bajan ha na kahi din ha na kahi rat ha ,akho ma na asu ha ,or na whoto pa pias ha ,aj vii jindagi kitna bajan ha,
Lakho log chal raha ha train ka patrio pa ,na khana ko roti ha na pina koo pani ha,na jana kis or mur rahi ha jindagi jaha har subha ek nai kahani , Jaha ek taraf COVID 19 sa mar raha ha waha ek taraf bhuk sa mar raha ha ,jaha ek taraf ek nai subha kii ass ha waha ek taraf jalti hui chitya ha kya hoga hal dash ka nahi pata
" kya hoga hal dash ka nahi pata jaha avii vi dash ka politician logo ka mot pa sakk raha ha apna hatt ,jaha mara or tara hoo raha ha ,jaha ago pa chitya ha waha baccho ka akha nam ha ,waha kya kar raha ha ya sarkar ,kahi vrastachar ha ,to kahi bato ka vivad ha ,nahi pata hama kii kya hoga tara india , jaha "BAPU,NAHARU,SUBHAS,OR BHAGAT SING, JASA LOG DASH KOO GULAMO SA AJAD KYA UNHA KYA PATA THA YA DASH EK DIN APNA HII LOGO KA HATO MAJBUR HOGA ".
Kya pata tha unha kii ek din jiss mitti ka liya unhona apna lahoo sa sicha tha waha ajj unka hii watan ka logo ka khoon bahata dikhai daga,kya pata tha unko ajj jis dash ma wooo sas la raha ha waha ek din unka logo ka saso koo unka log hii daba kar marga ,kya pata tha unko jis dash ma ek hii "FLAG"tha waha lakho flag laharayga ,ya kya ho gaya india tara hal tara apno na ajj tara samman mitti ma milaya ha , Ha nasamj insano,politician kya karga note gin ka ,bata kya karaga note ginka jaha insaniat nahi waha note ka koi mol nahi iss duniya ma tuu sab kharid sakta ha inn noto sa, par uss duniya ma iska koi man nahi, bata hindusthan in gayar jimmadar logo koo kii jo asu ajj gir raha ha ,joo insan ajj jal raha ha ek din tuu viii jalaga par tujha kandha dana wala tujha dakh ka sarmayga ,wo saram iss batt ka nahi kii tuna ussa jindagi ma kitna paisa dya balki wo sarmayga kii mara apna log ajj insaniyat ka gala ghoot dya,
samval ja aa bharat ka logo ,joo paiso koo ahmiyat data ha ek din ayaga ya paisa tara marna pa tara asu ka sath na bahaga.
yahi ha jindagi kii hakikat ek din ayaga jab too insaniyat ko tarsaga.