...

11 views

The start of struggle.
Gir gaya mai haar gaya,
Chote tu kyu daar gaya,
Ye toh failure ka chapter hai,
Iske baad bass success hai,
Faltu log ki na chakchak hai,
Apan khud mai hi rockstar hai,
Duniya Ka bass ye chakkar hai,
Koi na mere takkar k,
Kgf ka rocky mai,
Baki sab dekh walking le,
Riyasat meri hard siyasat ka hu fankar,
Mirzapur Ka kalin mai guddu Ki jaise gussa hai,
Baki sabko dekhlenge tere bhai na kisse thasta hai,
Tension mai humesha hasta hai,
Dhunleta naya rasta hai,
Mudde kamane Ka koi target nai,
Kamate rehna target hai.
© alfaazmere_by_umesh