...

3 views

durbhagy
main dosro jaisa kyo nahi lagta main jo chata hoon wo kyo nahi kar pata logo ki jeevan ki har iccha pori hoti par mere jeevan ki iccha kab pori hogi kab tak main aisa hi rahonga main bhi Jeb main paisa dekhna chahta hoon kyo nahi dekh pata main dosro ki tarah acche se rahna chata hoon main kyo nahi rah pata main rota hai dil aur toat bhi jata unlogo ko dekhta hoon jinki zindagi main sarri jarurat poori ho jati hai par main apni jarurat poori nahi kar pata main sahi samay dosro ko jawab kyo nahi de sakta main sabko dekhkar mann main kahta hoon kya hai meri zindagi ko durbhagy se padi hai
© putta