...

13 views

kaise batau ki kitna dard hota hai
kaise batau ki kitna dard hota hai ,
chodo jane bhi do samay har zakhm ka marham hota hai ,
Aaj dard ki pukar hai ,
kal kamyabi ki hogi ,
chodo jane do
aaj mai bahle ro lu ,
tumhe galt thehra lu,
per ha
per ha
kal tumhe in hi ansuo ke pankh dungi,
jinse tum sara asma nap aao ge,
apna ek naya ashiya banoge,
ha mana ki relationship me insecurity nahi honi chahiye,
per kya karu abhi mera mera pyar bachha hai,
ha aaj ye dil tumhare dur jane ke khayl se bhi saham ta hai,
per tum dekhna kal ye bas ye soch ke khush hoga ki tum khush ho,
chah to aaj bhi na hai,
koshis hogi ki kal bhi n rahe,
per tu aaj dil me hai,
koshish hogi ki kal bhi rahe,
tu bewafa nahi meri jaa,
tu mera muqaddar hai ,
ja tu aj nap aa Sara jaha,
tere yaar ki yahi akhri khwahish hai,
tujhe paane ki chahat aaj bhi hai,
bus tujhpe jor aajmae ki nahi hai,
kise batau ki kitna dard hota hai,


© All Rights Reserved