...

9 views

you and me
mai kuch urdu se ulze hu !
aur wo kuch hindi sa sara hai !
mere haar ankhi baat wo samaj jata hai !
aur muze haar tarah sirf aapna banana chahta hai !
par mai to urdu se ulze hu muze samaj pana to muskil he hai !
wo aab muzme ulza raha hai !
aur wo kuch kuch jada he ulz sa gaya hai !
aab muze daar lag raha hai ki wo muzme ulzte ulzte khi khudh na badal jaye !!!

© All Rights Reserved
© sakshi bawane