...

4 views

#gazaldilse English_version
Gam ke dariya Mai yuv dhubh gya hu
Seedhe raste pe Chalke bhi rasta bhul gya hu

Gam ki nagri ma hoga ujaala bhi kya
Kuvki ma ab Khushi ka rasta bhul gya hu

Umeed lagayye baitha hu ki aaye ga wo ik din
Iss umeed mai ab mai khud ko bhul gya hu

Ye dunya zalim hai iss pe kya bharosa Krna
Logu ke salook se ab mai apnu ko bhul gya hu

Kabhi khud ko gehrayi se samja hi nahi
Wrna gam bhi kehta ki ma ab asr Krna bhul gya hu

Wo itne khafa hai mujh se ki meri taraf dekhte bhi nahi
Kahi Mai ab aisa na kahu ki ma ab unko bhul gya hu

Ham itne huve unke pyaar Mai majnoon aye Shahid
Wo ab kehte hai ki Mai zindagi bhar sirf tera hogaya hu
© Shahid Parvaiz