...

1 views

jo hua accha hua
jo hua accha hua,
us pe kiska zor hai,
jo hua accha hua,
soch ke dekho zindagi main kitna shor hai,
jo hua accha hua,
zindagi ke paimane mein jab chayi ghata ghanghor hai,
jo hua acha hua(2),
bhale hi chand lawz hai,
bariki se dekho zindagi ko,
aur mann ke kisi kone mein lagta ki kitna anand bibhor hai..
ki jo hua accha hua







© pavanverma