...

26 views

Kuchh Likhna Achha lagta hain
Kuchh likhna achha lagta hain
kuchh ankahe lafzo ko sabdo main bayan karna achha lagta hain.
Likhte, likhte sab kuchh bayan karna achha lagta hain.
Lafzo main khoker dubra phir likhna achha lagta hain.
Lafzo ko shiyahi bnaker kagaj par utarna achha lagta hain.
Juban khamosh par kalam se bolna achha lagta hain.
Ek khayal sochna aur phir use kagaj par sajana achha lagta hain.
Yuh bato hi bato mein ek kavita banana achha lagta hain.
KUCHH LIKHNA ACHHA LAGTA HAIN.

..Aradhana Dubey......