WOH (वो)
Pehle log mujhse milke puchte the
Ki kaise ho
Ab fakat puchte hai kaisi hai woh
Ab kitnon ko main batata phirun
Ki bahut achchi hai woh
Sochta hoon kabhi kabhi un logon ko kyun janna hai
Par phir fakat man bol uthta hai ki chalo bata hi do
Hai toh meri hi aur rahegi bhi meri hi
Agar future me kisi aur ko na chahne lage woh
Main ab use apne kafi kareeb rakhta hoon
darta hoon n ki kisi aur ko Kahin n pasand aa jaye woh
Nahi karna chahta main koi bhi galti
Fakat dar lagta hai n ki kahin gussa n jaye woh
Par bharosa bahot karta hoon uspe shayad duniya me sabse jyada
Woh cheez hi aisi hai ki pyar ho gaya hai usse mere dil ko
© All Rights Reserved