...

25 views

duniya ko kyu kosta hai
agr hai preshan toh khud se hi
toh duniya ko kyu kosta hai
m janta hu tujhe toh ander se
toot chuka hai
m janta hu tujhe toh dosro ko
kya smjhana chah rah hai
arry jb soch ka nirmaan tuney khud kiya
toh duniya ko kyu kosta hai..
mana, tha waqt woh bhi jb duniya pe ass lgaye baitha tha
prr shmai bhi toh bdl gya hai
janey kyu mai preshan hu,
dusro ke alwa kbhi khud se pucha hai.