Kho k paaya
tujhe kho jaane ke dar se,
khud ko khoya hai maine,
fir dobaara jab tum naa mili,
un taaron ki tarah,
yaadon ki tarah,
khud ko paaya hai maine.
Naa jaane kiski talaash mein ho tum,
bta dena jab mil jaye to,
hum bhi Johri ban jaaye,
heero ko parakhne ki kala humein bhi sikhaana tum.
© All Rights Reserved
khud ko khoya hai maine,
fir dobaara jab tum naa mili,
un taaron ki tarah,
yaadon ki tarah,
khud ko paaya hai maine.
Naa jaane kiski talaash mein ho tum,
bta dena jab mil jaye to,
hum bhi Johri ban jaaye,
heero ko parakhne ki kala humein bhi sikhaana tum.
© All Rights Reserved
Related Stories