...

1 views

Jawab chahiye tha
Toh kya tumse pyaar karna galat hai ?
Kya tumhe apna manna galat hai ?
kyu tumse raat bhar baate karna galat hai ?
kya tumhari fikr karna galat hai ?
Sirf tumhara intazaar karna galat hai ?
Kya tumhare liye khud ko takleef Dena galat hai ?
Kya tum mere kabhi nahi ho sakte ye sochna galat hai ?
Kya tum mujhe kabhi nahi mil paoge ye galat hai ?
Kya sirf tumhari aavaj sunne ke liye bahane banana galat hai ?
Sub galat hone ke bavajood vahi rehna ye galat hai ?
Kya tumhare saath khyalo ka sheher basana galat hai ?
Tumhare har hmm me khud ko dhundna galat hai ?
Baat karne ke liye kuch bhi nahi hai phir bhi intensionally phone shuru rakhna ye galat hai ?
Kya tumse pyaar karna galat hai ?
Kya ikraar karna galat hai ?



© safaredard