yeh jindagi
Yeh jindagi itni buri hai kya.
Itni jaldi haar gaye kya.
Sare dhokh dard seh liye kya
kya itni hi thi tumhari sahen sakti
Yeh jindagi itni buri hai kya?
Ki yeh dosh tumhare doston ka hai
Jinhone har sukh dukh me tumhara sath nidhaya hai
Ya hai yeh tuhmare maa baap ka ki unhonne tumhe apne aap me Samaya
tumhe khush dekne ke liye apana sab kuch hai lutaya,
Yeh jindagi itni buri hai kya?
Tum akele nahi ho is jang me
phir kya sabne aapne aap ko hai mara
kya is bikhari hui jindagi ko sudhara nahi jaa sakta
kya yeh gam kisi se bata nahi jaa sakta
kya khud ke liye he tu jee nahi sakta
kya yeh sab kuch tumhare sath hi khatm ho sakta
Yeh jindagi itņi buri hai kya?
© All Rights Reserved