...

6 views

AAJKAL
#parasd

Aajkal mai khamoshi mai itna likhta nahi
Mai bik jaata hu par kambakhat dard bikta nahin
Ki bazaar me raunak nahin, ab aashiq kahan
Haan kuch toh tutata hai anndar, par dikhta nahin
Dikhe bhi kaise, duniya matlabi hai doston
'Paras' likhe aah bhi toh aah sisakta nahin

Aajkal khamoshi mai...itna likhta nahin
© paras